Jump to content

User:Jay karadia

From Wikipedia, the free encyclopedia

jay karadia dada ek Hanumanji ka rup he. ye mandir bahut salo purana he. Ye mandir Rajasthan distric dungarpur tehsil sagwara ke karada gav me he. log ye kahte he ki karada pahle jakhari ke pass basa hua Tha lakin bhari barish ki vajas se gav upri elake me ake bus Gaya or mandir wahi rah Gaya . Kuchh salo bad gav ke savak pariwar ko sapne me dikhaya ko karadia dada ko bhi karada me ana he. Kuchh dino bad yahi hua karadia dada karada me laye Gaye . Karadia ke name se gav ka name karada, latab balbo ka name kamad,kamliya

Dhire dhire logo ki astha Bhagwan ke prati badti gai . Log mangalwar, shaniwar ko karadia dada ke darshan me ane lagi. Karadia dada bhi hamesh logo ki echhao ko Puri karte he.

Hanuman jaynti bade dhum dham se manaya jata he . Ab mandir dungarpur , banswara ke ek prasid mandir ban Gaya he